Ek yug tha jab log apne ghar ke dwar pe likhte the: ATITHI DEVO BHAVA Phir likha: SHUBH LABH Phir likhne lage: U R WELCOME Aur ab likhte hain: KUTTON SE SAVDHAN
Ek pal me kabhi ye duniya simat jati hai to kabhi bikhar jati hai. ek pal me jindgi chal pdti hai to kabhi tham jati hai. ek pal me hansati hai to kabhi rulati hai aur kabhi to ek pal me zindgi ke sare mayane samjha jati hai.
Pehle Dedar... Phir Yaar... Phir Ikraar... Phir Pyaar... Phir Intezar... Phir Takrar... Uske baad Sari Mehnat Bekar... At Last aur Ek Devdas in the Beear Bar.