1 aadmi ne 100 times blood donate kar k record banaya Blood bank walo ne uski wife ko bhi prize diya ye kehte hue ki "Apne nahi piya, tabhi to Humne liya."
How to develop positive thinking?Ans: Watch F-TV b'coz u always think arey yaar...ok..thek hai...ye nahi to agli model ke kapde mai se kuch jaroor dikhega.
Ab tak meri life ek khuli bottle thi, Jisme se sab perfume ki tarha udd jata tha. Par aap ke aane se sab kuch ruk gaya. Bhagwan kare aap jaisa DHAKKAN sabko mile!!!
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larrki ka baap kiya jaaney
when u feel lonely and alone and could not see any one around you………..; The word seems to be fading away.. ……come along with me..i will take u to an eye Specialist