Ek yug tha jab log apne ghar ke dwar pe likhte the: ATITHI DEVO BHAVA Phir likha: SHUBH LABH Phir likhne lage: U R WELCOME Aur ab likhte hain: KUTTON SE SAVDHAN
1 aadmi ne 100 times blood donate kar k record banaya Blood bank walo ne uski wife ko bhi prize diya ye kehte hue ki "Apne nahi piya, tabhi to Humne liya."
Mobile repair krne walay ko loose motion ho jaye to wo kaisey explain karega? Doctr sahab subah se missed calls aa rahi hain,outgoing main taklif ho rhi ha.Subah se naye naye ringtone baj rahe hain. or pait main balance nahin bach raha, jitna b recharge kro utna kharach ho rha hai
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath dekha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath thaMoral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey