Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.
santa-wo Ladki behri lagti he.Me kuch kehta hu,wo kuch aur hi bolti hai banta:kaise? santa:Mene"I Luv U"kaha,to wo boli Mene kal hi Naye SANDAL kharide hai
SANTAr: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? SANTA: Phone karte waqt.