A Sardar found hs wife having affair.Sardr decided 2 kill her & himself.Sardr ne apne kaan pe Gun lagayi or wife ko bola-"Khush mat ho.Agla numbr tera hai.
After bus accident.. man crying: mera hath kat gaya. bahut dard ho raha hai. santa: abey chup baith. wo dekh uska gala kat gaya, fir bhi chup-chaap pada hai..!!
Lady doctor: tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar aurto ko kyon ghurte ho? Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay subah 10 se 12".