Lady doctor: tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar aurto ko kyon ghurte ho? Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay subah 10 se 12".
Gurdas Maan: Santa ji, aapke bhai ki shaadi mein kitne gaane gaane hain, us hisab se rate lagega? Santa: 2-3 gaa kar prg shuru kar dena, baad mein sharabi baraat ne generator ki awaaz par hi naachte rehna hai
santa to banta,yar petrol ke bhav fir bhad gaye, another rep, ha yar lakin apne ko kya farak padta hai_kpahela 100 ka bharate the aabhi 100 ka bharangay