Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.
Sardar apni biwi ko Dr. Ke pas dikhane le gaya, Aur Dr. Ko khub mara, sabne pucha kya hua Sardarji. Sardar bola, Dr. Bolta hai meri biwi ka BP dekhna hai