Santa 1st time plane me baitha. plane runway pe chal raha tha, tabhi usne pilot ko thappad mara aur bola- mujhe der ho rahi hai aur tu by road jaa raha hai...
Shadi me sardar bahut der tak khana kha raha tha.Dusre ne pucha kab tak khaoge?SardaR Main to khud kha kha k thak gayaa hu pr card me likha thaDinne7 to 10pm
After bus accident.. man crying: mera hath kat gaya. bahut dard ho raha hai. santa: abey chup baith. wo dekh uska gala kat gaya, fir bhi chup-chaap pada hai..!!