Aaj dil puch baitha

Aaj dil puch baitha
Aaj dil puch baitha,Apni hi tasveer se,Tune kya paya hai apni taqder se,Aapki tasveer dil ko dikhai,Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main.
  

Jan, 23 2012     148 chars (1 sms)     1077 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

WO CHOTI SI IBADAT BADA SILA DEGI, GULAB TARAH CHEHRA KHILA DEGI, MAT CHODNA HAMEN YAAD KARNA HAMARI YADEN HI TUMHE HUMSE MILA DEGI...
Doston ka to aana jana he,par ye dost tera purana he,es dost ko bhula na dena kabhi yaar,kyu ki ye dost Apki DOSTI ka deewana hai.
Bichdnwale ko yad me kya doge sote hue ko khwb me kya doge hm chahate hai umar bhar ki dosti ka wada kaho Dosto is sawal ka jawab kya doge?
Marne ke bad hamare nasib me jannat ho na ho, Ye hava ye fiza ho na ho, Are dost zinda ho to *sms* bhejo, Kya pata hamari kabra pe coverage ho na ho.
DIL KI GALION ME KOI GHAM NA HO, HAMARI YE DOSTI KABHI KAM NA HO, BAS YEHI DUA HAI KI TUM KHUSH RAHO, KYA PATA KAL HUM HO NA HO.
Har kali tujse khusbu udhar mange, Aftab tujse Noor udhar mange, Rab kare tu Dosti aisi nibhaye ki log mujse teri dosti udhar mange
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi... Aap Jese Dost Jabse Mile, Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi.....
Humari zindagi hain doston ki amanat,Rakhna mere khuda tu unko salamat,Dena unhe khushiyan tu sare jahan ki,Ban jaye tarif wo har 1 zuban ki
Koi itna chahe tumhein toh batana, koi tum pe nazar uthaye toh batana, Dosti kar to lega koi bhi tumse, koi hamari tarah nibhaye to batana.
Bikta he gam husn k bazar me,Lakho dard chhipe hote he 1 chhote se inkar me! ho jao agar jamane se dukhi to,Swagat he hamare dosti ke darbar me.
Aaj rutha hua ek dost yad aya,accha gujra hua kuch waqt yad aya,jo mere dard ko sine me chupa leta tha,aaj jab dard hua to wo bahot yad aya
DOST TO MILENGE HAR RAH PAR HAR DAGAR PAR, PAR NA KARNA KISI AJNABI PAR AITBAAR BHOOLKAR, DOST TO BANA LETA HAI HAR KOI, LEKIN NIBHA PAATE HAI KOI KOI.