Mari duwa me tera zikara sda rahega, tari zindagi me khushi ho ya gum mera saath sda rahega ,Bhale hi ham dur hi sahi par ye DOSTI ka rishta sda rahega..
Bolti hai dosti, Chup rahta hai pyar, Hasati hai dosti, Rulata hai pyar, Milati hai dosti,Juda karta hai pyar,Phir bhi kyu dosti chod kar log karte hai pyar