Dosti yaqueen par

Dosti yaqueen par
Dosti yaqueen par tiki hoti he, ye dewar badi muskil se khadi hoti, fursat mile to padna kitab risto ki, dosti khoon ke rishte se badi hoti hai...
  

Jan, 24 2012     146 chars (1 sms)     1236 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Apko dekhkar ye nigahe jhuk jayengi,khamoshi har bat kah jaegi,padh lijiye in ankho me apni dosti,khuda kasam sari kaynat ruk jayegi.
Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Sawal pani ka nahi pyaas ka hai,sawal maut ka nahi saans ka hai,dost to duniya me bahut hain magar, sawal dosti ka nahi VISHWAS ka hai
Zindagi har pal khas nahi hoti, phulo ki khushbu hamesha pas nahi hoti, milna hamari taqdir me likha tha , varna itni pyari dosti kabhi itefaq nahi hoti.
Sochte sab hai badalta koi nahi Dil ki raah pe chalta koi nahi Tej chalna to sabko aata hai Thokar lagne pe sambhalta koi nahi
Gadha jo khaaye wo Ghaas ho tum,Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,Idiot, stupid, bakwaas ho tum,Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum.
Saathi sirf woh nahi hota jo jeevan bhar saath nibhaye; Saathi to woh bhi hai jo jivan ke kuch palon mein bhi jeevan bhar ka saath de jaaye.
Zindagi mein hamesha naye dost milenge, kahi zyada to kahin kum milenge. Aitbaar zara soch kar karna, mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
Kuch yaden yaad rakhna, Kuch Baten Yaad Rakhna, Ham umra Bhar sath Rahen Ya Na Rahen, Par Ham Sath The Kabhi, Ye Umra Bhar Yaad Rakhna...
Rishto ki dori kmzor hoti haiAnkhon ki batein dil ki chor hoti haiKhuda ne jb b pucha dosti ka mtlbHmari ungli apki sirf apki or hoti hai
Khuda hamko aisi khudai na de, Ki apne siwa kuch dikhayi na de, Mujhe aisi jannat nahin chahiye, Jaha se mera Dost dikhayi na de.
DOSTO ka To aana Jana Hai, Par ye DOST AApka Purana Hai,Is DOST ko Bhula Na Dena kabhi Mere yar,Kyunki yeh DOST AApki DOSTI ka DEEWANA HAi..