Sapno ko sapna

Sapno ko sapna
Sapno ko sapna mankar bhool na jana dil ki armano ko chod na dena tum mein kashish hai kuch pane ki na mumkin samajhkar chod na dena
  

Sep, 06 2012     132 chars (1 sms)     2035 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Wo dosti kya jisme duriya na ho,wo apnapan hi kya jisme ladai na ho,wo dil hi kya jisme Jalan na ho, aur wo hum hi kya jisme tum na ho.
In ummido ko tutane mat dena, dil ke pyar ko kam hone mat dena.yar milenge humse bhi achche par, is yar ki jagah kisi ko lene mat dena.
Gumah karke saza se darte hai, Jeher pi ke dava se darte hai. Dushmano ke sitam ka khof nahi, Hum to dosto ki vafa se darte hai.
Mana ke "pyar" ka pehla akshar adura hota hai us aadhe akshar ko nikalo to "yar" hota hai aur yaro me hi sacha "pyar" hota hai.
Wo Barse Na Barse Sawan Hi To He Jane Kab Sukh Jaye Gulshan Hi To He Mre Dilme Rehne Ki Adat Na Dalo Jane Kab Ruk Jaye Dhadkan dil Hi To He
TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai Hum, Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum. dosti Ka Rishta Tod Mat Dena, is Rishte K DumPar muskurate hai hum
Wqt mila tb yad krte ho,mud hua tb bat karte ho,1 zamana tha jb 1 pal b rah nhi sakte the bina is dost k,ab to YAD b 1 zamane k bad karte ho
Is Pathar Ki Duniya Me , Aksar Dil Toot Jaya Karte Hai Aankhein Bhi Sambhal Kar Bandh Karna Mere Dost.... Palko Ke Bich Bhi Sapne Toot Jaya Karte Hai.
Dost ko dost ka ishara yad reheta he hr dost ko apna dostana yad reheta he kuch pal sachhe dost k sath to gujaro wo afsana maut tak yaad reheta he
Zindgi har pal khas na hoti,phulo ki Kusbu hameSHa pas na hoti, Milna Hamaari TaQdir me likha tha,Varna itni Gehri dosti kabhi itefaq Na Hoti.
GUJRI HUI ZINDGI KO KABHI YAAD NA KARO TAQDEER MAIN JO LIKHA HAI USKI FARIYAAD NA KARO JO HÖNA HAI VO HO KAR RAHEGA AAP FIKRA ME APNI HANSI BARBAAD NA KARO .
Pehle khat k badle taar ata tha,1 bulave pe mera yaar ata tha,Ab to padh kar delete karte hai mere msg ko,ek waqt tha jab har msgka jawab ata tha.