(D): Dastak bhi

(D): Dastak bhi
(D): Dastak bhi na de. (O): Or apna bana le. (S): Sanso m base jo. (T): Takdir jo saware. (I): Isi rishte ko kahte hain
  

Jan, 24 2012     120 chars (1 sms)     971 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

din hua hai to raat bhi hogi, ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
DIL KI GALION ME KOI GHAM NA HO, HAMARI YE DOSTI KABHI KAM NA HO, BAS YEHI DUA HAI KI TUM KHUSH RAHO, KYA PATA KAL HUM HO NA HO.
Humne banaye rishte kaise ho gaye,Kabhi aapke dost the aaj aise waise ho gaye,Aate nahi aajkal SMS aapke,Lagta hai dost se pyare paise hogaye,
Dosti mera armaan hai, shayad tu apni ahemiyat se anjaan hai. mujhsekabhi ruth kar mat jana e Dost, kyunki meri duniya teri dosti bina viran hai..
Mil jaye koi naya to hume na bhoola dena, Koi rulaye tumhe to hume yaad kar lena. Dost hai tumahare, Khushi na sahi to ghum hi baant lena.
KABHI TOU ITNA YAAD AATE HO, KAHI TOU ITNA YAAD AATE HO, KI AAINE MEI AGAR HUM KHADE HO, TOU NAZAR AAP AATE HO.
Dosti nazro se ho to use kudrat khte he,Sitarose ho to use jannat khte he Husn se ho to use mohabat khte he Aur DOSTI apse ho to use kismat kahate hai
Khuda ne agr yeh rishta banaya na hota ek dost ko duje se milaya na hota jindagi ho jati bejan agr maine aap jaisa dost paya na hota.
Jab kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
Savera kya hua, sitaron ko bhul gaye.Suraj kya nikla,chand ko bhul gaye.Guzre kya kuch pal hamare bina,aap to hame hi bhul gaye..!!
Na Phool na Bahaar, Na Chain na Karar, Na Beer na Baar, Na bike na Car, Apni to Zindagi He sirf teri Dosti aur tera Pyaar.. Samje Mere Yaar
Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye. Chahe pade gam se vasta, Ek dost rakna sab gamoko bhulane ke liye....