Yakin pe yakin dilate hain dost Raah chalte ko bewakuf banate hai dost Sharbat bol kar daru pilate hai dost Par kuch bhi kaho saale bahut yaad ate hai dost.
Woh Dil Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare, Tujhe Bhul Kar Jiyun Khuda Naa Kare Rahegi Teri Dosti Meri Zindagi Bankar, Yeh Baat Aur Hai Ki Zindagi Wafa Naa Kare
saalon baad na jaane kya sama hoga, hum me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hoga to milenge yaadon me, jaise sukhe gulab milte hai purane kitaabo me