Zindgi Me kuch

Zindgi Me kuch
Zindgi Me kuch Na Paya To Kya Gum HeAap Jaisa Dost Paya ye Kya kam HeEk Choti si Jaga Payi He Jo apke Dil Me wo Jagah Kisi "TAJ MAHAL"se kya kam h
  

Jan, 23 2012     146 chars (1 sms)     1423 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Shaayad phir se milne ki taqdeer mil jaye,jeevan ka haseen pal mil jaye,chal phir se banaye sagar par ret ka makaan, shaayad waapis apna bachpan mil jaye..
yaad aai kabhi to aankhen band nuhi karna hum chale bhy jain to ghum nuhi karna. ye zaroori nuhi har rishte ka koi nam ho par dosti ka ahsas dil se kam nuhi karna.
Doori Ho To Ehsas Hota Hai, Dost ke Bina Jiwan kitna Udaas Hota Hai. Umar Ho Apki Sitaro Jitni Lambi, Aisa Dost kahan Har kisi ke Pas Hota Hai.
Kyu mushkilo me sath dete he dost Kyu gamko baat lete he dost . Na rishta khum ka na riwaj se bandha he Fir b zindgi bhar sathdete he dost
Nahi ban jata koi apna yunhi dil lagane se.karni padhti hai dua rabse saccha dost banane me.rakhna sambhal kar dosti ye apni.tot na jaye kisi k bahekanese
Rehreh kar apki yad aati hai sMs na aane ki wajah satati hai,sochte rahe hum jarur koi gam hai,ya ab apke Dosti mein hamare liye jagah kum hai.
Pani ki bunde phulon ko bhiga rahi hai thandi lehren 1tazgi jaga rahi hai ho jaiye ap bhi inme shamil,1 pyari si subah apko jaga rahi hai…
Dosti yaqeen par tiki hoti h,ye dewar badi muskil se khadi hoti h, fursat mile to padna kitab risto ki,dosti khoon k rishte se badi hoti hai
ye mat sochna ki bhul jaayenge hum tumhe, door rehkar bhi chahenge hum tumhe, tumhe agar dost bankar raas nahi aaye, to ajnabi bankar bhi yaad aayenge hum tumhe
Jivan me ho aap kitne khas,chahe duR Raho ya paas,aapse bas yahi hai aas humko n sahi humaRi yaado ko Rakhana hamesha apne dil k paas.
Jazbat-e-Ishq nakam na hone dena,Dil ki duniya me shaam na hone dena.Dosti ka har ilzam apne sar lenge,Par dosti ko kabhi badnam na hone den
Kaun kehta he hum mar jayge hum to dariya he sagar me mil jayge aap taras jaoge dosti ki 1boond ke lye hum to badal he kahi b baras jayenge