AAP HI SE DOSTI AAP HI KA INTEZAR AAP HI SE MILNE KO DIL REHETA HAI BEKARAR AAP KI YE SAADGI AAP KA YE PYAR JEEVAN BHAR NA BHUL PAYENGE IS DOSTI KO MERE YAAR
Dosti acchi ho to rang lati hai. Dosti gehri ho to sabko bhati hai, dosti nadaan ho to toot jaati hai, par dosti hum jaiso se ho to itihaas banati hai.
Wohi Gham Wohi Tanhayi The Sorrow The Lonliness Bojheen Saanson Ka Bhari Hai Bahut Ho Gaya Mushkil Uthana Kia Bataun Us Shahar Ki Us Gali Main Woh Makan Tha Us Main Tha Kis Ka Thikana Kia Bataun Band Khidki Ke
Dosti itni karo ki usme koi nafrat na ho Bharosa itna karo kiusme koi shaq na ho. Intezar itna karo ki usme koi waqt na ho Pyar itna karo ki usme koi had na ho.
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena zinda rahe to milenge dost nahi to har diwali mere naam ka diya jala dena!