Duniya badal jaye,

Duniya badal jaye,
Duniya badal jaye,tum n badlna, Muskilo me ho jab bhi,yad hume kar lena. Mange bhi apse to kya mange? Dena kuch chaho to bas Muskura dena.
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     3028 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ek chingari angare se kam nhi hoti, ek saadgi singar se kam nhi hoti, yun to apni apni soch ka fark hai, varna DOSTI bhi PYAR se kam nhi hoti........
Rishto me pyar ki mithas rahe, Na mitne wala ehsas rahe, Kehne ko to choti si hai ye Zindgi, Lambi ho jaye agar Ap jese dost ka sath rahe.
Ristone Har Kadam Pe imtihan Liya Tanhai Ne Har Mod Par Dhoka Diya Fir B Kismat Se Sikayat Nahi Qki isi Kismat Ne Aap Jaisa dost B To Diya
Aapko koi gam ha to khushi hum h, ro rahe ho to hashi ham, udaas ho to umang hum h, akele ho to sath hum h ab muskura bhi do kyuki jab hum hai to kya gum hai.
Kahi ankahi bato ki ada hai DOSTI,Har gam ki sirf ek dawa hai DOSTI,Sirf kami hai mdhsus karnewalo ki,Mehsus karo to zami pe zannat hai Dosti...
Humne banaye rishte kaise ho gaye,Kabhi aapke dost the aaj aise waise ho gaye,Aate nahi aajkal SMS aapke,Lagta hai dost se pyare paise hogaye,
"Raahat" bhi dostose milti hai, "Chaahat" bhi dostose milti hai, Humse kabhi roothna nahi kyunki' "MUSKURAHAT" bhi sirf dostose milti hai.
Waqt ke panne palatkar fir woh haseen lamhe jeena ko dil chahta hai,kabi muskuraya karte the sab dost milkar,aaj phir unke sath wo pal bitane ko dil chahta hai.
Har raat ko chand ka shingar nahi milta, Har baag ko phool ka dular nahi milta, Maine bhi duniya dekhi hai Dost, Har insaan ko tere jaisa yaar nahi milta.
Gam ke sagar mein kabhi dub na jana,raho pe chalke manzil na pao to tut na jana,zindgi mein agar dost ki kami mehsos ho to,hum zinda hain ye bhul na jana.
Kyu mushkilo me sath dete he dost Kyu gamko baat lete he dost . Na rishta khum ka na riwaj se bandha he Fir b zindgi bhar sathdete he dost
Dua karte hai hum sar jhukaye, Ae dost tu apni manzil ko paaye. Agar kabhi teri raho mein andhera aaye, Roshni ke liye khuda hum ko jalaye