Mehak dosti ki

Mehak dosti ki
Mehak dosti ki ishq se kum nahi hoti ishq se zindagi khatam nahi hoti sath agar zindagi may doston ka ho to zindagi jannat se kum nahi hoti...
  

Jan, 24 2012     142 chars (1 sms)     2141 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti k liye dosti hai 1 afsana, Milna bichadna dastur purana, Fir bhi sanjoye rakhna milne ka bahana, Taki barkrar rahe hamara yarana.
Pehle khat k badle taar ata tha,1 bulave pe mera yaar ata tha,Ab to padh kar delete karte hai mere msg ko,ek waqt tha jab har msgka jawab ata tha.
Sawal pani ka nahi pyaas ka hai,sawal maut ka nahi saans ka hai,dost to duniya me bahut hain magar, sawal dosti ka nahi VISHWAS ka hai
mangi maut zindagi mil gayi,andhero main bhi roshni mil gayi,pucha khuda se kya hai tera sabse haseen tohfa to tohfe mein teri dosti mil gayi
Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna,ye dosti gul hai ise khilaye rakhna,hum rahe na rahen is jahan me bas hamari yaad dil me basaye rakhna.
Zindagi ki kitab k kuch panne hote hai Kuch apane kuch begane hote hai Dosti se savar jati he zindagi Bas dosti se rishte nibhate hoti hai
Phool Khilte Hain, Khil Kar bikhar jate Hain, Phool Khilte Hain, Khil Kar bikhar jate Hain, Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad Jate Hain!
EK hai aasman ka taara,dusra hai samunder ka kinara,bewafa hai zamana sara,naseeb hai accha hamara,jo mila dost aap jaisa pyaara.
Takdeer nechaha,Takdeer ne bataya.Takdeer ne tumko aur humko milaya.Khushnasib the hum ya wo pal,jab tum jaisa Anmol dost is zindagi me aya
Wajud nahi vo Hasti kis kam ki, Maza na de vo Masti kis kam ki, Jaha dil na lage vo Basti kis kam ki, Yad apki aye or HUM sms na kare to Apni DOSTI kis kaam ki.
Na ki dosti tumse kisi k kehne se,na joda rishta humne tumse ashko k behne se,humne dekha tumhare dil ko aur dosti ki apne dil ke kehne se
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi... Aap Jese Dost Jabse Mile, Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi.....