Dosti Ke Nam

Dosti Ke Nam
Dosti Ke Nam Pe Diwane Chale Aate Hai. Shama Ke Piche Parwane Chale Aate Hai. Tumhe Yad Na Aayee Khair. Aana Meri Maut Par. Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hai.
  

Jan, 24 2012     160 chars (1 sms)     1046 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Wqt k panne palatkar, fir woh haseen lamhe jeene ko dil chahta hai... Kabhi muskuraya karte the sab dost milkar...Unhe sath dekhne ko dil taras jata hai...
Ab koi aarzoo nahin Baakee ...!! Joostjoo Meree Aakhree tum ho ..!! Dostoon Se Wafa Ki ummeeden ....!! Kis Zamaane Ke Aadmee tum ho ..
Dost kabhi doston se khafa nahi hote, Dil milake kabhi juda nahi hote. Bhula dena hamari khamiyo ko, Kyunki insaan kabhi khuda nahi hota
Rangeen ho tom rangon se bhi zeada,Smaart ho tom sab dosto mne zeada,Agar Ayse tom sochty ho to,STUPID ho tom had se zayeda
Zindagi ki kitab k kuch panne hote hai Kuch apane kuch begane hote hai Dosti se savar jati he zindagi Bas dosti se rishte nibhate hoti hai
Mehak mohabbat ki kam na hoti, mohabbat se zindagi kam na hoti, saath zindagi mein agar dosti ka hota, to zindagi jannat se kam na hoti.
Khuda se koi baat anjaan nahi hoti jab insan ki bandgi beimaan nhi hoti kabhi manga hoga 1 pyara sa dost wrna u hi hmari dosti nhi hoti.
Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge! Aap ki duniya me shaam nahi hone denge! Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge! Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge
Jiss dil pe na aaee chot kabhi woh dard kisi ka kya jane, Khud shamma ko maloom nahi kyon jal jate hain parwaane, Matt poochoo kya guzarti hai juda jab yaar hote hain, Aansoo teer ban ke jigar ke paar hote hain
Savera kya hua, sitaron ko bhul gaye.Suraj kya nikla,chand ko bhul gaye.Guzre kya kuch pal hamare bina,aap to hame hi bhul gaye..!!
Zindgi aisi hai jitni jiyo utni kam hai gum ek aisi cheez hai jisme jitna doobo utna kam hai par dosti ek aisa rishta hai jitna samjo utna kam hai.
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.