Wqt mila tb

Wqt mila tb
Wqt mila tb yad krte ho,mud hua tb bat karte ho,1 zamana tha jb 1 pal b rah nhi sakte the bina is dost k,ab to YAD b 1 zamane k bad karte ho
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     984 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

KUCH YAADE YAAD RAKHNA KUCH WADE YAAD RAKHNA KUCH BATE YAAD RAKHNA AAGE SATH RHE NA RAHE HAM HAM SATH RAHE THE KABHI BAS YE YAAD RAKHNA,
Kuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dil phir zindagi se jud jate hain, kehte hai uss daur ko dosti, jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Dosti ke mayne hmse kya puchte ho Hum abhi in bato se anjan hai Sirf ek gujaris hai k bhul na jana hame Q ki apki dosti hi hmari jan hai
Yari imtihan nahi Pyar mangti hai,Nazar aur kuch nahi Yar ka didar mangti hai,Zindgi apne lie to kuch nahi,Lekin Apke lie Dua hazar mangti hai..
Kyu dil ke mere tukde kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhe, kyu meri zindagi me tune dard bhardiye
Karti hain saanse, Bas 1 hi ishara. Duaon mein meri, Bas naam hai tumhara. Thamm jaaye yeh sama yahin par, Nahi chahiye hume ab, Koi DOST TUMSE BHI PYAARAA.
Fiza mein mehekthi shaam ho tum,Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,Tumhe dil mein chupaye phirte hain Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum!
Jindgi me khushiyan tamaam aaye, Khilti baharo par tera naam aaye, Koi puchhe jab tumse Dost ki Paribhasha..... tere honto pe sirf mera naam aaye.
Na Phool na Bahaar, Na Chain na Karar, Na Beer na Baar, Na bike na Car, Apni to Zindagi He sirf teri Dosti aur tera Pyaar.. Samje Mere Yaar
DoSt Ka Pyar Dua se km nahi hota,Wo chahe Dur b hoto Gum nahi hota,Pyar me aksar DoSti km ho jati he,Par Dostime Pyar km nahi hota
Sapno ko sapna mankar bhool na jana dil ki armano ko chod na dena tum mein kashish hai kuch pane ki na mumkin samajhkar chod na dena
Tumne To Yaar Mujhe Jeena Sikha Diya, Mohhabat Ki Raah Par Chalna Sikha Diya. Mili Humko Jab Se Tumahari Dosti, Gum Mein Bhi Muskarana Sikha Diya.