naye milte hai

naye milte hai
naye milte hai to hum purano ko aksar bhool jaate hain, magar ye mat bhool aye yaar jab naye dil tod jate hai to purane hi saath nibhate hain
  

Jan, 24 2012     141 chars (1 sms)     20746 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Tanha se the hum duniya ki bhid me,socha koi apna nahi takdir me,Ek din jab aap ne hame Dost mana to laga kuch khas tha mere hath ki lakiro me.
Duniya kaheti hai hum jiske dost hai vo chand ka 1 tukda hai, par hum kehete hai hamare jo dost hai chand uska 1 tukda hai
Mandiro Me Hath Jode Jate Hai, Masjido Me Hath Failay Jate Hai, Par Dosti Hi Wo Rishta Hai, Jisme Hath Milay Jate Hai..
Dosti ko dil se nibhayenge hum, tum bhul jao bhi to yaad dilayenge hum.. aaisi shararat Karenge hum ki na chahte hue bhi tumhe yaad Aayenge hum....
Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai
Kya mangu khuda se tumhe pane k bad,kiska karu intzar tere aane k bad,kyu dosto pe jaan luta dete hai log,malum hua tumhe dost bnane k baad.
Yaar hai hamara baharon jaisa... Dil hai uska dildaron jaisa...Bahut doston ki zaroorat nahi..,jab Hamara ek yaar hi hai hazaaron jaisa....
Beshak kuch waqt ka intezaar mila humko, par khuda se badhkar yaar mila humko, ab na rahi tammanna jannat ki, aey dost teri dosti se woh pyaar mila humko.
fikr-e-nimaaz rakho balance ki tarah..Azzan sun ke utho ringtones ki tarah..Piyara Quran parho sms ki tarah..buss duniya me bzy mat ho jana network ki tarah..
Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta HeTere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,Mujhko ye ilzam acha lagta he
pyar ke rishte ka koi naam nahi hota. mana ki iska koi anjaam nahi hota, nibhane ki chahat ho agar dono taraf,to umar bhar yah rishta naakam nahi hota
Do Pal Ki Zindagi Yu Hi Beet Jayegi..Kali Raat Ke Baad Nayi Subah Ayegi..Agar Dosto Ki Yaad Satayegi To Kasam Se Apki Yaad Sabase Pehle Ayegi......