Hamare SMS k

Hamare SMS k
Hamare SMS k charche jaha me hone lage, log hamare deewane hone lage, khush nasib, ho aap jo hamara SMS mila jinhe nahi mila wo mobile patak patak kar rone lage
  

Jan, 23 2012     160 chars (1 sms)     1076 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Na Pooch Teri Judai k Lamhey Hum ne kese bitae Paani mai SURF EXCEL mila k Straw se Bulbule banae
Tumhare samne hain itney items kabhi hame bhi pick karo... Hamare pyar ke ICON pe kabhi to tum DOUBLE-CLICK karo...
Arz kiya hai: Bahar aane se pahle fiza aa gayi, ki bahar aane se pahle fiza aa gayi aur phool khilne se pahle...... Bakri kha gayi.
Aaj didar, kal yaar, parson pyaar, phir ekrar, phir intezar, phir takrar, phir darar, sari mehnat bekar, aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.
Is kadar hum aapko chahte hain,Ki duniya wale jal jaate hain...Yu to hum sabko ullu banate hain,Par aap jara jaldi ban jaate hain...
Haal-e-dil kuch is tarah hamara hai, yaad tumhe din me 100 bar kiya karte hai, jab na aaye kabhi sms tumhara, purana sms hi padh liya karte hai...
Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Aage raasta khuda hua hai, phir 'U'-turn maarkar chale aaoge
Awaz mein mithas hai..Soorat bhi khaas hai..Khuda ne bas thoda sa SCREW dhila chod diya varna......ITEM to tu jhakkas hai !! ;-)
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Chehre pe aapk gazab ki smile hai, suna hai aapk pass bhi mobile hai. Usme sms ki moti file hai, phir bhi sms karte nahi, ye konsa style hai
Hoton se cho liya,Ehsaas ab tak hai,Aankhen nam hai,Aur sanson me Aag ab tak hai,Aur kyon na ho.Khayi bi to 'HARI Mirch'hai.
A moskito sing bhige oth tere pyasa dank mere lage amrit sa muje blood tera kbhi mere sath koi rat gujar tuje subah tak chikengunia Uphar