Log kehte hain

Log kehte hain
Log kehte hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi, magar woh log ueh kyon bhool jaate hain ki dhoka bhi zindagi hi deti hai maut nahi."
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     1135 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

AMIRI KE KHAWAB DEKHNE LAGA, ANGREJI SHARAB CHAKHNE LAGA, BAAP NE KABHI PAGER NAHI DEKHA, AUR BETA MOBILE RAKHNE LAGA.
Mat puch mere sms ki inteha kaha tak hai,Tu KANJUSI karle teri takat jaha tak hai,Msg ki umid jinhe hogi unhe hogi,Hame to dekhna hai tu Kanjus Kaha tak he.
Dil k dard ko zuba par laate nahi, hum apni aankhon se ansu bahate nahi, Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho, ?? hum DETTOL k siva kuch laagate nahi
Soch samajh ke na ki shaadi jisne, Usne jeevan bigaad liya. Aur chaturai se ki shadi jisne, Usne bhi kya ukhad liya.
Yaad karte hai tumhe tanhai me, Dil duba hai gamo ki gahrai me, hume mat dhundo duniya ki bhid me, hum milenge tumhe fir kisi, free SMS ki scheme me.
Aaj vo humse jannat mein takra gaye Aaj vo humse jannat mein takra gaye Aur humare dil se awaaz nikalii.... Fiteh Mooh...Tusin Ethe vii aa gaye !!!
Shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye... Dil sey aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gaye...
Sms na kar ke dil tod diya. Ab mobile dafna dena, kafan na mile to rumal odha dena , log puche rog kya tha, to apni kanjusi bata dena..
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhar de,Hamsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de,Dost aisa ho zindagi ko khushi aur mobile ko SMS se bhar de…
Dhire Dhire apna bana gaya koi. Pyar k suhanE sapne dikha gaya koi. Ay ALLAH! Yeh pyar hi he. Ya.. Phir se "CHUNA"laga gaya koi.
ye dua hay meri koi gala nahi hai, ay mery hum-nasheen meri zindgi, woh gulab jo abhi khila nahi main yeh sochta ho k khuda kary zindgi main tujhy woh sukh milay jo meri zindagi main mujhy kabi mila nahi