khali hai botal

khali hai botal
khali hai botal phir bhi piye ja raha hoon, zindagi maje se jiye ja raha hoon, sala kisi ka reply nahi aaraha, phir bhi sms kiye ja raha hoo…
  

Jan, 23 2012     141 chars (1 sms)     4039 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.
Kab tut jaye Kasam hi to hai..Kab badal jaye najar hi to hai..Ab u hi tum mere SMS ki aadat mat dalna...Kab khatam ho jaye SCHEME hi to hai
Jabse nazre mili aapse hume kuch ho gaya, Ratoon ki neend gaye, Din ka chain gaya, Hume aapse pyar nahi CONJUCTIVITIES ho gaya hai.
Wo Maza..Na takht me..Na taj me.. Na poori diniya ke raj me. Na sur me na saaz me, Na kuber ke khazaneme... Jo maza hai woh subah uthkar fir so jane m..!
In hasino se Rasme Wafa or Dil Lagana sarasar bhool hai Jis din ye ikrar karen mohabbat ka, Samajh lena us din APRIL FOOL hai!
Ek hai asman ka tara , Ek hai sagar ka kinara, Bewafa hai zamana sara, Nasib hai achha hamara, JO mila DOST aap jaisa Pyara..
Kash SHARE ka insurance ho jata, Share mein TRADE karne se pahle premium bharwaya jata, BHAV UPAR jaye to theek warna, Trade pe jo LOSS hota .........uska claim to mil jata
Some one says Whisky is Risky,while sum1 says Whisky bina zindagi miss ki,But i say Rum,Beer ho ya Whisky,Nahi hai wo ladki se zyada RISKY...cheers
Aap na diwana kar diya, ek bar dekh kar. Aur hum kuch bhi na kar paya, bar bar dekh kar.
Hasino ka kafila masjid ki taraf ja raha tha hum ne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke the lakin khuda ko barbad hone se bacha liya
Iss pyari si surat ka phir se didaar de, Tadap rahe hai hum ab aur na intezaar de. Awaz suna ey zalim magar, Ek missed call to maar de.
Dil se Dil lagakar to dekho, Hamari yaadon mein aansoo bahakar to dekho, SMS to kya call bhi karoonga, Ek baar mere mobile ka bill chukakar to dekho...