Bas kya yahi

Bas kya yahi
Bas kya yahi tak tha saath hamara, Intezar hi karte rahe hum tumhara, Kab hogi is Kambakht mobile mein roshin aur kab ayenga tera sms!
  

Jan, 23 2012     134 chars (1 sms)     1112 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
Suraj Hua Madham, chand bhi chalne laga, mein thehra raha, zamin chalne lagi, sajna kya yehi pyaar hai ?? Nalayak, yeh pyar nahi EARTHQUAKE hai ! BHAAG !
mere tute hue dil ka murabba bana gayi,mere tute hue dil ka murabba bana gayi,ghar ko mere kachre ka dabba bana gayi;shaadi ko abhi 3 mahine hi guzre they,na jaane kis hisaab se mujhe ABBA bana gayi.
Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de
Hu main Dr jahan,Meri wife hai nurse waha.Ye kaisa zulm sehna PADTA hai,Mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai!!
ye jamana janta hai aur wo bhi jante hainki hame unse pyar bahut haiwoh hamse door hai fir bhi kyonki unke hamare jaise yar bahut hain
ye dua hay meri koi gala nahi hai, ay mery hum-nasheen meri zindgi, woh gulab jo abhi khila nahi main yeh sochta ho k khuda kary zindgi main tujhy woh sukh milay jo meri zindagi main mujhy kabi mila nahi
Jin ke pas hai ... Wo hath me le k hilate hai. Jin k pass nahi hai... Wo ungali dal k hilate hai........ Bole to kya??.... Tooth brush .... Yar
Haal-e-dil kuch is tarah hamara hai, yaad tumhe din me 100 bar kiya karte hai, jab na aaye kabhi sms tumhara, purana sms hi padh liya karte hai...
Apko kya pata hum aapko kitne yaad karte hian..har pal tumhari fariyad karte hain..roj khat likhte hian cartoon network ko..aapko dikhane ki mang karte hain..
Na bottle me na jar me,na hotel me na bar me,na bike pe na car me,ab to din guzarte hai apke pyar bhare sms ke intazar me
Jub dekha unhon ne tirchhi nazar se, to hum madhosh ho gaey, Par jab pata chala ke un ki nazren hi tirchhi hain, to hum behosh ho gaey.