1st Sardar:Jab main chhota tha tab Kutab Minar se gir gaya tha 2nd sardar: Fir tu mar gya ki bach gaya? 1st:Mujhe yad nahi kuyoki tab mai bahut chhota tha na.
Ek truck dusre truck ko khinckar le ja rha tha, ye dekkar sardar haskar lotpot hoke gir pada, aur bola ek rassi ka tukda uthakar le jane ke liye 2-2 truck..