Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.
Santa banta ko 3 live Bomb milte hai… Santa aur banta un bombs ko police ko dene Jate hai…….. (raste mein… ) Santa : agar koi bomb raste mehi phat jaye to??? Banta:jhoot bol denge ke 2 hi mile the
1st Sardar:Jab main chhota tha tab Kutab Minar se gir gaya tha 2nd sardar: Fir tu mar gya ki bach gaya? 1st:Mujhe yad nahi kuyoki tab mai bahut chhota tha na.