Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya? Banta: Apple khane. Bandar: Yeh to aam ka ped hai. Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
Chalti Train me Sardar Ji 1 Dibbe Mai Chad Gaye. TT Bola: Kyun Paa Ji, Nazar Nahi Aate, Ye Ladies Ka Dibba Hai. Sardar : Ohe ! Ji Sorry Ji, Mere Ko Laga Aap Mard Ho