Unke Har Dard Se Ham Pyar Kar Lenge Unki Bewafai Par Bhi Aitbar Kar Lenge De De Bhale Hi Hame Wo Dard-A-Judai Saari Umar Ham Unke Liye Intezaar kar Lenge
tujh par khatm meri har chahat hogi, fir na kisi par ye inayat hogi, kuchh is tarah karenge hum mohabbat tujhko ke na zamane ko khabar hogi na zamane ko koi shikayat hogi.