Bari mushkil me

Bari mushkil me
Bari mushkil me hu, mein kaise izhaar karu, tu to khushbu hain, tujhe kaise giraftar karu
  

Jan, 31 2012     89 chars (1 sms)     919 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sachaayi mere ishq me itni h Door ja jaker b tum laut k aayogi Nhi mitega mera saya tere ankho se Hr ashq me tum apne mujhe hi payogi
Gam nahi waha jaha ho fasana apka,Khushia dhundti rahe ashiana apka,Wo waqt hi na aye jab ap udas ho,Ye dunia bhula na sake muskurana apka
khusi ko dhundne se gam milte hai ye gam zindgi me hardam milte hai, jo dil ke sare dard baat le, aise payre LOG zindgi me kam milte hai .
Teri saadgi ki nahi koi inteha hai, yehi to meri dosti ki wajha hai mana k tujh main nahi koi khubi par jo tuz main h wo kisi or me nahi hai
Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa.. K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye..
Kya kahu tumhe? Khwab kahu to tut jaoge.. Dil kahu to tut kar bikhar jaoge. Aao tmhara naam JINDAGI rakhdu. Maut s pahle juda na ho paoge..
Keemati palo ko yuhi na bitana Haste rahna,ro kar hume na rulana Hum yaad rahe aapko itna hi kaafi hai Kabhi bhool bhi jao to hame na batana
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota, Har nakamyabi ka matlabhar nahi hota Kya hua hum aapko pa na sake, Sirf pane ka matlab pyar nahi hota.
Pyar karke v hm tnha rah gye, fasle bahut se dilo k darmiya ho gye. Duriyan badh gayi ab to aise, jaise hm dharti aur wo aasma ho gaye
Meri har saans me tum ho.Meri har yaad me tum ho.Khushi me tum ho,gum me tum ho.Aawaz me tum ho.Fariyad me tum ho.Main khud main nahi jo ho bus tumhi tum ho.
Roshani me agar noor na hota To tanha dil majboor na hota Kasam se hum apse milne roz aaya karte Agar apka ashiyana itna door na hota.
Tera Shukriya Kuch Is Tarah Ada KruTu Kare Bewfai Mai Sada tujse Wafa Karu. Meri Mohabat Ne Sikhaya Hai Mujhe, Khud Mit Jaaun Par Tere Liye Dua Kru.!