Kisi k Chehre

Kisi k Chehre
Kisi k Chehre Ne Khushbu Ko Kr Dia Pagal Phir Us K Baad Sama Ka Sama Hua Pagal Jo Unse Mene Kaha Zindgi Bana Lo Muje! To Usne Dheere Se Ek Lafz Keh Dia PAGAL
  

Jan, 27 2012     158 chars (1 sms)     1195 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Yon muhabbat amar nhi hoti, Jab tak ek dosre ki fikar nhi hoti, Yon to tum se shikwe hazaron hain, Magar Tum Bin zindagi basar nhi hoti
Kyu mere liye koi Intzar karega,Apni Zindgi mere liye bekrar karega.Me kya hu Meri Hasti hi kya hai,Kya dekhkar humse koi Pyar karega.
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
Ajib si kashish hai tum me ki hum tumhare khayalon me khoye rahte hai yeh soch kar ki tum khwabho me aavoge hum din me bhi soye rahte hai
Yaad toh har koi karega jaane ke baad sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad kaun kitni mohabbat karta hai nazar aajayega mar jaane ke baad
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
Ankhon me aansu ki chamakaaj bhi hai,Usko mere pyar pe shakaaj bhi hai,Naav me baith ke haath dhoye the usne,Samundar memehndi ki mahekaaj bhi hai !!
Nazar nawaz najaro me ji nahi lagta, fiza gai to baharo me ji nahi lagta, na puchh mujse tere gum me kya gujarti hai, yahi kahungi hazaron me ji nahi lagta.”
Har pyaar me izhaar nahi hota,Ye dil yuhi bekaraar nahi hota,Wo khush rahe.. Hum ji lenge,Par unke bin dhadkan ka ehsaas nahi hota.
Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate, Hoth magar kuch keh nahi pate, Apni bebasi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum reh nahi pate
Kuch Uljhe Hue Sawalon Se Darta Hai Dil,Na Jane Kyon Tanhai Me Bikharta Hai Dil,Kisi Ko Pana Koi Badi Baat Nahi,Bas Kisi Ko Kho Dene Se Darta Hai Dil.
Waqt gujar raha hai magar sans thami si hai,muskura rahe hai hum par ankho me nami si hai,pas mere to hai sara jahan par her pal apki kami si hai