Sab Samajhte H

Sab Samajhte H
Sab Samajhte H Ki Hum Magrur h Par Sach Me Sirf Hum Hi Mazbur h Nahi Jante Ki Wo Meri h Ya Nhi Pr Ye Jaante He k Hum Uske Zarur h4
  

Jan, 28 2012     130 chars (1 sms)     1092 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sab samajhte hai ki hum magroor the.Par sach me sirf hum hi majboor the.Nahi jaante ki wo meri thi ya nahi,Par ye jaante hai k hum uske zarur the
Subah bankar zindgi sajte ho,Pehli kiran k sath man me chale ate ho,Muskurakr mere pyar ko mehkate ho,Dil me rehte ho or dil tod k chale jate ho.
Kisina kisipe kisiko aitbar ho jata he, ajnabi koi shaks yar ho jata he, khubiyo se nhi hoti mohabat sada,kamiyo se bi aksar pyar ho jata he.
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye.. Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..
Kisi Mod Par Hum Aapko Khone Nahi Denge, Juda Hona Chaho To Bhi Hone Naho Denge. Chandani Rato Me Aayegi Meri Yaad, Meri Yaad Ke Woh Pal Aapko Sone Nahi Denge...
Aaj Phir Pal khubsurat Hai,Dil Me Bas Teri Hi Surat Hai,Kuch B Kahe Duniya Hume Koi Gum Nahi,Duniya Se Zada Muje teri zarurat hai...
KiSiKo PALKO Me Na Basao PALKO Me Sirf SAPNE Baste H Agar Bsana H to"DIL"me Basao Qki"DIL"me Sirf APNE Baste H. J
Roshni hote hue bhi dil mein andhera hai, In andhero main kisi ka bseraa hai, Aana kabi roshan krna hamari mehfil ko, Dekhna dil ki har diwaar pe naam tera hai
Jab koi khayal dilse takarata hai, dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai, koi sab kuch kehkar pyar jatata hai, toh koi kuch na kehker bhi pyar nibhata hai
kabhi kaha na kisise tere fasane ko, jane kaise khabar lag gayi zamane ko! Dua bahaar ki mangi to itni ful khile, Kahin jagah na mili mere aashiyane ko!!
Aasman humse naraz hai, Chand ka gussa behisab hai. Woh sab humse jalte hain, Kyunki chand se behtar Chand humare paas hai
Har Subah Teri Dunia Me Rosni Kar De Rab Tere Gam Ko Teri Khusi Kar de Jab Kabi Dubne Lage Teri Sanse Khuda Tuj Me Samil Meri Zindgi Kar De.