Har pal ne

Har pal ne
Har pal ne kaha ek pal se... Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... pal bhar ka saath kuch aisa ho... ki har pal tum hi yaad aao…
  

Feb, 01 2012     132 chars (1 sms)     1207 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tazi hawa me phulon ki mahak ho...Pahli kiran me chidiyon ki chahak ho..Jab bhi kholo apni palkein un palko me bs khushiyon ki jhalak ho..
khuda se karne ek faryad baki hai, Humne unse kahni kuch baat baaki hai, maut aayegi to kahenge, RUK meri jaan se abhi mulakat baaki hai.
Kabhi kisi pe aitbaar mat karna, dosti ki hadon ko paar mat karna, kabhi kho doge usse hamesha ke liye, isliye jo accha lage us se pyar mat karna
Na gujarna aaj ke din kisi masjid ke paas se, Kahi log chand samajhkar apna roja na tod de, Aur hokar khafa khuda tumse kahin, Husn banana chod de.
Yu to yaade purani nahi hoti, Har kisi ko pana sab ki kismat nahi hoti. Hum dil rakh aaye the unke kadmo me, Ye jaante hue b k unki nazar zamin pe nahi hoti.
Kuch bikhare sapno se ankhon mein nami hai... Ek chhota sa aasma aur umido ki zamin hai... Yun to bahut kuch hai zindagi main... Sirf jo apna hain uski kami hai......
Kabhi phool kabhi hawa banke chu jayenge, Hum to marke bhi sath nibha jayenge Kabhi tanhai mei yaad karna hume hasi banke hoton pe khil jayenge
Mohabbat se hamain kya umeed hoti hai, Mohabbat to beumeed hoti hai, Chahate hai jine hum jaan se bhi zyada, Bewafai unhi se to naseeb hoti hai.....
Two hearts make frienship, many hearts try to break that friendship, but making or breaking depends on the level which that two hearts beats for each other.
Hr khushi me kuch kmi rhegi Ankhein thodi shabnami rhegi Zindagi ko aap kitna hi sanwariye Bin hmare koi na koi kmi to rHEGI HE NA......
Tuze main koi aur naam du, ye mumkin nahi hai mere liye Ha, tere muqable ka koi gar mile muze to use tera naam zarur dunga. -Ziyaad
Khudaya mila de mujhko tu usse ek baar, Tham jaaye yeh shaikayato ka silsila ek baar, Dekh loon usko jee bhar ke ek baar, Kar loon apne dil ki har baat usse ek baar...