chaha tha us ko rooh ki gahraiyon k sath.. zinda hain apni zaat ki tanhaiyon k sath.. roka nahi us ko bicharny k waqt b.. apni wafa py naaz tha sachaiyon k sath
Ankhon ko chahay koi bi manzer dakhai dey. bus ik shaks is main braber dakhai dey woh jitni bi muj say kerey berukhi utna hasseen pehley say bher ker dakhai dey
Muddat Hui Koi Shaks Rulane Nahi AayaIn Jalti Hui Aakho Ko Bhujane Nahi Aaya Kehta Tha Sath Jiyage Or Sath Marenge Rutho Main Ek Roj Wo Aaj Tak Manane Nahi Aaya
TUM SE JUB BHI MILON TUM SE KEHNA CHAHOON....MAIN TO HAR PAL TERAY SATH REHNA CHAHOON....SAAYEY KA KIA HAI SURAJ DHALAY TO CHUP JAYE.....MAIN TO LAHOO BAN KAR TERI RAGON MAIN BEHNA CHAHOON.............