Titliyan phoolon par

Titliyan phoolon par
Titliyan phoolon par mandrati hongi bhavaron ka mann lubhati hongi hum bhi yad karte hain aapko...... 'HICHKIYAAN' to aap ko bhi aati hongi.
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     2913 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Khudaya mila de mujhko tu usse ek baar, Tham jaaye yeh shaikayato ka silsila ek baar, Dekh loon usko jee bhar ke ek baar, Kar loon apne dil ki har baat usse ek baar...
Ishq se mili hain jo tanhayian hume,kaise unka dard bayaan karenge,Ek se hi Mohabbat itni karli humne,ab auron se Mohabbat kya karenge.
Ishq Kar Ke Uska Intezar Paya Hai,Tanhayi me Bhi Har Taraf Use hi Paya Hai,Mil Jaye Khuda To Puchenge,Kyun Tune Sirf Hume Hi Aazmaya hai.
Rango Mein Ghuli Ladki Kya Laal Gulabi Hai Jo Dekhta Hai Kehta Hai Kya Maal Gulabi Hai Pichle Baras Tune Jo Bhigoya Tha Holi Mein Ab Tak Nishani Ka Woh Rumaal Gulabi Hai
Pyar karke v hm tnha rah gye, fasle bahut se dilo k darmiya ho gye. Duriyan badh gayi ab to aise, jaise hm dharti aur wo aasma ho gaye
Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho.. Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho.. Ho jaye jo tu mujhse khafa.. Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho..
Pyr me laakhon zakham khaye humne afsos unhe hum par aitbar nahi mat pucho kya gujarti hai dil par jab vo kehte hai hame tumse pyr nahi
Dard Ki Diwar Pe Fariyad Likha Karte He Har Rat Tanhai Ko Abad Kiya Karte He A Khuda Unhe Zarur Khush Rakhna Jise Hum Tujse Zyada Yad kartehe
Palko me kaid rehne do sapno ko, Unhe to haqiqat me badalna he, In aankho ki to ek hi tamanna he, Ki har waqt aapko muskurate dekhna he
humse pucho kya hota hai pal pal bitana,bahut mushkil hai dilko samjana yaar zindagi to beet jayegi,bus mushkil hai aap ko bhul pana..
Tumhe yaad karne wale kum na hoonge,waqt k saath shayad hum na hoonge,tum kisi ko kitna bhi yaad karo,magar tumhari yaadon k hakdaar sirf hum hoonge…
Jo kabhi badle nahi use insan kehte he, jo kabhi pura na ho use arman kehte he,zindagi bhale hi khali reh jaye,jo dil me bas jaye use JAAN kahete he.