Kyu mere liye

Kyu mere liye
Kyu mere liye koi Intzar karega,Apni Zindgi mere liye bekrar karega.Me kya hu Meri Hasti hi kya hai,Kya dekhkar humse koi Pyar karega.
  

Jan, 28 2012     134 chars (1 sms)     922 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aap k pyar ko salam kiya hai.Jine ka har andaz apke naam kiya hai mang lijiye us khuda se aaj kuch bhi Kyonki humne apni har mannat ko apke naam kiya hai..
Maza aata he tumhe satane me, Ruthe na koi to kya maza he manane me, Ek tumhi se to he khushi zara si, Warna rakha kya he is zamane me!
Haseen chehre par, Kabhi aetbaar na karna, Tod dete hai dil, Kabhi pyaar na karna, Hai guzarish doston se meri, Mar jaoge woh na aayenge, Kabhi intezaar na karna......
Yaado Ke Basere Mein Har Pal Tum Rehti Ho Paas Nahi Ho Tum To Kiya Huya Aansoo Bankar Har Pal Tum Behti Ho
Chaha hai tuju ko chahat sy zayda..Samja hai tuj ko mohabbat sy zayda..Ye main janta hoon ya Dil janta hai.......
Tinko se bana pal, pal se bana lamha aur lamho ne waqt ko buna, hr pal koi kisi k sath nahi reh sakta isliye shayad khuda ne yado ko chuna.
Hum woh nahi jo matlab se yaad karte hai hum woh hai jo dil se yaad karte hai tumhara paigam aye ya na aaye hum har pal intezar karte hai
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,dil ko is kadar tadpaya na karo,tum bin ek pal bhi ji na sakenge hum,ye ehsas bar bar dilaya na karo
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hu.
Nigahe mila k dil ko jakhmi kiya, adaye dikhake sitam dha rahe ho, wafao ka kya khoob sila diya, tadapta hua chhodkar ja rahe ho,
'Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai. Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..e hai..
Tu yad bahut aya hr sham k bad Kabi agaaz se pehle to kabi anjaam k badIs dubte suraj ki kasamIs Dil Pe koi naam nhi likha tere naam k bad.