Saza Na Do

Saza Na Do
Saza Na Do Mujko BEKASOOR Hu Me, Thaam Lo Mujh ko Ghamo Se Chhur Hu MeTeri Duri Ne Kar Dia he Paagal Sa Muje, Or Log Kehte Hai deewana Hu Me..!!
  

Jan, 28 2012     144 chars (1 sms)     1190 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

diwane hai ham tujhe bhi bana denge. dil me tere apni yad ki shama jala denge. raho chahe jitne bhi pathar dil banke aap. par yado se apni tumko bhi rula denge…
Subah juda hai raat juda hai, apni to har baat juda hai, tumse bichad ke aisa laga, jaise DUA mai dono hath juda hai.
Tumse Hum kuch Na keh Sake hum Tere b na reh Sake koshish Kar k tum hi keh Jate dil ki baat tamanao k sagar Me mere Saath tum Na beh Sake.
Doori yo ki na parwah kiya kijiye, DiL jab bhi pukaare bula lijiye, Hum Door jyada nahi Apse, Bass apni Ankhon ko palkon se mila Lijiye
Pyar ko chod kar koi b baat karo Ab mujhe pyar ki bat se dar lgta he Meri khatir kahi wo na badnam ho isliye unki mulakat se dar lgta h
Koshis bahut ki dil ko samjhane ki,ankho ko kasam di so jane ki.Bahut samjhaya phir bhi ankhe nahi soyi,soyi tab jab meine bat ki apke khwab me ane ki
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera
Hoto ki awaz ye aasu kehte hai jo chup rahte lakin phir b behte hai or in asu ki kismat to dekho un k liye behte hai jo aakho me rehte hai
Kadam yoon hi dagmaga gaye raste se, varna sambhalnahum bhi jante they Thokar bhi lagi to uss pathar se jise hum apna khuda mante they
MERE TOOTE HUE DIL KO, SAHARA KON DEGA MERI TOOFAAN ME KASHTI, KINARA KON DEGA YEH KESE MOR PE LAAI HA MUJKO ZINDIGANI ADHOORI SEE LIKHI GYEE HA KYUN MERI KAHANI HA AB KIS RAAH PE CHALNA ISHARA KON DEGA
Ye haqikat he khwab to nahi Hume koi yad kare aisi koi bat to nahi Fir bhi na jane kyo ehsas hua jaise Kisi ne yaad kiya kahi wo aap to nahi
Ek na ek shamma andhere mein jalaye rakhiye, Subha hone ko hai mauhol banaye rakhiye, Kaun jane wo kis gali se guzre, Har gali ko phoolo se sajaye rakhiye!