Har Baar Hosla

Har Baar Hosla
Har Baar Hosla Karte Hain , Phir Khud Hii Tut Jate Hain Iss Dil Ko Khud Hii Samjha Kar , Iss Dil Se Har Jate Hain
  

Jan, 28 2012     113 chars (1 sms)     1006 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dilse tera khayal na jaye to kya karu, tu hi bata tu yaad aaye to kya karu, hasrat ye hai ki ek nazar tujhe dekh lu, magar kismat wo lamha na laye to kya karu
KITNA HASEEN PHIR SE NAZAARA BANA DIYA,JAISE KHUDA NE TUM KO DOOBAARA BANA DIYA,AAYEA THA IMTIHAAN ME MAZMOON HUSN PAR,HUM NE PAPER PAR CHEHRA TUMHAARA BANA DIYA
Kya kya Tere Naam likhon. . "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Aapki Khusi Me Apni Khusi Dundte-Hai;Aapke-Labon Pe Apni Hasi Dundte-Hai;Mere-Dil Ki Nahi Mujhe Khbar,Aapki Dhadkan Me Apni Zindagi Dundte Hai
Mera Pyaar Mujhse Door Hai.Mera Dil Is Waqt Milne Ko Majboor Hai,Idhar HuM Tadpe Udhar Woh Tadpe.Shaayad Yehi Mohabbat Ka Dastoor Hai..!
Meri aankhon mein joh tasveer basi hai, Us tasveer mein hi meri taqdeer basi hai, Kis tarah judaa kar dun usko apni aankhon se, Mohabbat ki duniya mujhe ussi mein hi to mila hai.......
Kuch dino se baat na ho payi,kya Apne samjha,hame aapki Yaad na aayi?waise aapki Yaad to kabhi aati hi nahikyonki hum Aapko kabhi BHOOLE hi nahi
Dard hi kya jo ankho se beh jaye khusi hi kya jo honto p rh jaye kabi to samjho meri qamoshi ko wo bat hi kya jo alfaz aasani se kehjaye
Sham Say Pehaly Lot Aana Yuun Dil Naa Jalana, Aur Jab Jab Yaad Aayegi Meri Negaun May Chaha Jana
E kalam zara Ruk-Ruk ke chal.. " Gazab ka Mukam aaya hai... " Thodi der taher ja kyoki... " Teri Nok ke neeche mere "DILDAR" ka naam aaya hai..
Aansuon Me na dhoondna hamein,Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to band aankhon me nazar aayenge!!
Jinki yaad tumhe khushi ke lamho main aaye,samjho ki tum unhe apna Mante ho.Aur jo gum me yaad aye, jaan lo ki woh tumhe apna Mante hai…