Ye Kurb Ka

Ye Kurb Ka
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q Itna?Koi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi?
  

Jan, 30 2012     138 chars (1 sms)     1043 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil ki aavaj bhi sun mere fasaane pe na jaa meri najaroN ki taraf dekh jamaane pe na jaa..
Wo dard hi kya jo ankho se beh jaye wo khushi hi kya jo honto pe reh jaye kabhi to samje koi kisi ki khamoshi ko wo bat hi kya jise alfaz asani se kehjaye.
Sapno ka Gharounda Tuta Hai Koi, Apna Hum se Rutha Hai Koi,Hamari Wafa Ko Bewafai Keh Gaye Wo,Hum Dete Rahe Duhai Aur Muskurate Reh Gaye Wo.
Un Se Bichar Ke Jeena Bhi Mumkin Nahin Aisi Ajeeb Qismat Hai Meri Un Ko Apnana Bhi Mumkin Nahin
Jinko aayi na nibhani mohabbat woh kya kisi ko aabad karenge... Uth kar royenge raato ko tab,Jab pyar mera woh yaad karenge…
Us Ne Kaha Tha K Tumhari Aankhein Bohat Roshan Hain Mein Kuch Soch Kar Hans Para Us Bekhabar Ko Kya Khabar K Barish K Baad Hi Mausam Nikharte Hain
ANkhen pyar me dil ki zuban hoti he Sachi chahat to bezuban hoti he Pyar me dard mile to kya darna Suna he dard se chahat aur jawan hoti he
Bhulne waale hume bhul jaate hai, Dil se unke hum nikal jaate hai, Jab tak hoti nahi zarurat humari logon ko, Hum kahan kissi ko yaad aate hai.
Talaash karoge toh koi mil hi jayega,magar hamari tarah rishta kaun nibhayega,mana ki kam nehi hain ashiq apke,magar kya humari jagah kisi aur ko de payoge
Jab kisike sapne kisike arman ban jaye,jab kisiki hasi kisiki muskan ban jaye,bepanah pyar kehte he use jab kisiki sanse kisiki jaan banjaye
Mitha sa dard dil me utha tha abhi abhi, kya tumne mujhe yaad kiya tha abhi abhi, tumse mile hue gujar gaya hai zamana, par aisa laga jaise tum mile mujhe abhi abhi.
Apki yad to ek anmol phool hai" "Hum apko bhul jaye ye apki bhul hai" "Koi yad hume na kare gila nhe" "Hum apno ko nhe bhulte ye hmara usool hai".