Sab kehte hai

Sab kehte hai
Sab kehte hai ache log maar kar sitare ban jate hai, magar hum kehte hai. Acche sitare toot kar, aap jaise dost ban jate hai…
  

Jan, 24 2012     125 chars (1 sms)     1075 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge! Aap ki duniya me shaam nahi hone denge! Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge! Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge
Tum mano ya na mano ye hakikat hai, dosti to har insan ki jarurat hai, kisi din aao aap mehfil me hamari, jaan jaoge jindagi kitni khubsurat hai…
Aasu ki kimat wo jante hai jo yad karte hai. dil ke gam wo jante hai jo kisiko chahte hai.dost ke dard ko wo hi jante hai jo dilse dost mante hai..
Doston maut se darta kaun hai, Pyar ho jata hai darta kaun hai, Tum jaise Dost par to dunia kurban hai, aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.
(D): Dastak bhi na de. (O): Or apna bana le. (S): Sanso m base jo. (T): Takdir jo saware. (I): Isi rishte ko kahte hain
Akhan di benuri changi nahin hundi, Dostan ton duri changi nahin hundi, Kade kade milya vi kar yaara, Har vele SMS naal gal puri nahin hundi
Ye DOSTI CHIRAAG hai ise JALAYE rakhana,YE DOSTI GUL hai ise KHILAYE rakhna,HUM rahe na rahe iss JAHAN may ,BAS humari yaad DILme BASAYE rakhna.
Badi taklif hoti he tumhe rulane me bohot maja ata hai tume manane me kyu rhte ho tum hmse khafa-khafa hm jaise dost milte h km is Jamane me
Kafi waqt laga hume aap tak aane me,Kafi fariyad ki khuda se aapko pane me,Yu dil tod ke mat jaiyega, Humne to umar gujar di aap jaisa Dost pane me..:
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhr deHamsafar aisa ho jo andhero ko roshan kr deDost aisa ho zindagi ko pyar se bhar de.
hum dosti ko ehsaan mante hai,ise nibhana apna iman mante hai,lekin hum bho nahi jo dosti me apni jaan denge,kyonki dost ko hum apni jaan mante hai.
Tere akelepan me saath tera hum nibhyenge,teri tanhaiyo me tEre pas hum ayenge.Tu ek bar hume azma kar to dekh dost,khud ro kar b tujhe hasakar Jaynge