Pyaar karna hme

Pyaar karna hme
Pyaar karna hme bhi sikha do zara,Apne dil ke kone mey humko bethalo,Hum aap ke dil mein hai ke nahi,Hontho se na sahi "S_M_S" karke hi batta do jara..
  

Jan, 23 2012     151 chars (1 sms)     1193 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Aapki ankho me hame milgyi panah, Chahe samjo dillagi ya samjho gunah, Bhale hi koi hame diwana karar de, Hum to ho gaye aapki dosti me * *"FANAAH"* *
Dosti insaan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki hukamat hai aap k pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zarorat hai..
Mausam ke badlane ka intzar nhi karteandhiyon k rukne ka intzar nhi karte yad kar lete hai roz hum apkoapke yaad karne ka intzar nhi ka
Waqt mile to hamein Yaad kar lena,.Pal pal na sahi, din me ek bar Yaad kar lena,. Dost honge aap k hazar,. Par hamare Liye aap ek hai,. Itna Yaad rakh lena..
Chand mein dekha to aap dikhe. Badal mein dekha to aap dikhe. Taro mein dekha to aap dikhe. Yaar thoda side mein ho jao to kuch aur bhi dikhe
Jiski stupid baate b lagtiho cute Sacha lagta he jiska har jhuth Jiske sath ladte hue b ajaye smile Use khte h frnd wid Rocking style..
Jine ki khwaish me har roz marte he,wo aayen na aayen ham intzar karte he,jutha hi sahi mere yar ka vada,ham sach mankar aitbar karte he.
Zindagi udas hone ka naam nahi, Dosti sirf paas hone ka naam nahi, Agar tum dur rehkar bhi hamhe yad karo, is se bada hamare liye koi inam nahi.
Chand se jab mulakat hoti he,aap logo ke bare me kuch baat hoti he, wo kahte hai mere pas khubsurt sitare hai,hum kqhte hai unse bhi achche DOST hmare hai..
Rab se aapki khushi mangte hain,duaon me aapki hansi mangte hain,sochte hain kya mangen aapse? Chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain !!
Sari umar aankho me 1 sapna yad rahega, sadiya beet jayegi wo lamha yad rahega. Jane kya bat thi un dosto me, mehfil bhul jayege bas wo dostana yad rahega.
Mari duwa me tera zikara sda rahega, tari zindagi me khushi ho ya gum mera saath sda rahega ,Bhale hi ham dur hi sahi par ye DOSTI ka rishta sda rahega..