kuch kog yunhi he bewaha mil gaey bohat c wajehein chor kr door ho gaey hum na un k they ior na vo hamarey phir kyunhmarey dil apas meinm il gaey na kisi rishtey ka atoot bndhan tha phir bhe un ko dil mein basa kr un se door hogaey
Sapne tut jate hai, apne ruth jate hai, zindagi me aaise mode aate rehete hai. per saath ho tum jaise dosto ka to rahon ke kaate bhi phool ban jate hai.
Phir Dil Laga Kar Dekhenge,Dil Par Chot Khakar Dekhenge, Aansuoon Se Koi Tasveer Daaman Par Banakar Dekhenge, Phir Bhi Agar Ye Dil Dard Na Ban Saka-E-Dost, To Is Baar Dard Ko He Dil Bana Kar Dekhenge