Ek pal ki yeh

Ek pal ki yeh
Ek pal ki yeh baat nhi, do pal ka ye saath nhi.. Waise to zindagi ek safar he to hai, par wo safar hi kya jisme aapka saath nahi..
  

Jan, 24 2012     131 chars (1 sms)     1007 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dil ki Mahfil me Ujala Kijiye, Roz Pyar Bhare MSG Diya Kijiye, Zindagi Khubsurat Ban Jayegi Janab. Aisa hi Apno ke Liye Thoda Waqt Nikala Kijiye.
Har zindagi ko ek kinara Chahiya Her Saksh ko ek Sahara chahiye Zindagi jee sake hanste-hanste isliye dost aap jaisa pyara chahiye
zindagi main sada muskurate raho fasile kam karo dil milate raho.dard kaisa bhi ho koi gham na karo.rat kali sahi ankh nam na karo.ik sitara bno jagmagate raho.
Rishton ki duniye hai nirali.. sab Rishoton say pyairee hai dosti tumhari.. Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree.. Agar AA jaaye muskaan hont pe tumahari......
(D): Dastak bhi na de. (O): Or apna bana le. (S): Sanso m base jo. (T): Takdir jo saware. (I): Isi rishte ko kahte hain
Mohbat ki Talash me Pyar Na Mila,Dubti Hui Nav Ko Kinara Na Mila,Kuch Log Thode Achhe Zarur Lage,Mgar Tum Se Achha Koi Yaar Na Mila.
Har yado me usi ki yad rehti hai. Meri ankho ko usi ki talash rhti hai. kuch tum b dua kro yaro. Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…
Zindagi ek hasin khwab he,Har khwab ko Manzil nahi milti,Tut kar bikhar jate he wo Rishte,Jinhe koi Zanzir nahi milti.
Kahne ko Hamare pas shabd nahi he, Bhejne ko naye sms nahi he, par Dilse ek bat Jarur ati he,Apna khyal Rakhiyega,Q ki Hamare pas aap Jaisa dusra DOST Nahi he
prem ki ek misal hai ye bandhan do kashtiyo ka kinara hai ye bandhan na mano to kuch b nhi mano to dhage ka atut viswas hai ye bandhan.
Dosti ko dil se nibhayenge hum, tum bhul jao bhi to yaad dilayenge hum.. aaisi shararat Karenge hum ki na chahte hue bhi tumhe yaad Aayenge hum....
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.