Teri dosti mein

Teri dosti mein
Teri dosti mein nasha hai, Tabhi to yeh duniya humse khafa hai, Na karo humse itni mohabbat dost, Ki dil hi puche dhadkan kahan hai.
  

Jan, 24 2012     132 chars (1 sms)     1160 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ye dua hai apki zindgi sawar jaaye,har nazar me bas pyar nazar aaye,jiski talash me niklo tum.khuda kare wo khud tumhari talash me aaye...
Salman ki dosti thukrake aya hu katreena jaisa pyar karne aya hu Dost ki mere pas kami nhi Fir bhi dosti apse karne aaya hu...
Teri judai ajib si lagti he.Tujse baat kiye hue muddat si lagti he .Jab sochta hu zindagi ke bare me.Tab teri dosti ek zaroorat si lagti hai.
Kaun kehta he hum mar jayge hum to dariya he sagar me mil jayge aap taras jaoge dosti ki 1boond ke lye hum to badal he kahi b baras jayenge
Rishto ki kitab ka cover hai Dosti, Dosti se bani hai hamari Hasti, Khoon K rishto ki baat aap karte hai, Hamare liye to Zindagi hai Aap Ki Dosti
Dilo ko kharidne wale hazar mil jayenge, tumko daga dene wale bar bar mil jayenge, milega na tumko hum jaisa koi... milne ko to dost beshumar mil jayenge..
Kehne ko shabd nahi hai,Bhejne ko naye SMS nahi hai,Par dil se 1 baat kehte haiApna khayal rakhna Kyunki hamare pas aap jaisa dusra dost nahi hai !
Apki hasi badi pyari lagti he,Aapki har khushi hume hamari lagti he,Kabhi dur na karna khudse hume,dunia se bi pyari aapki yari lagti he.
Din hai to raat b hogi ,hote ho kyon udas kabhi kabhi baat b hogi. Itne pyar se dosti ki hai, khuda ki kasam zindagi rahi to mulakat b hogi.
Har yado me usi ki yad rehti hai. Meri ankho ko usi ki talash rhti hai. kuch tum b dua kro yaro. Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…
Labz ap do git hum banayenge, Manjil ap pao raste hum banayenge, Khus ap raho khusiya hum dilayenge, Ap bas dost bane raho dosti hum nibhayenge.
Teri Muskurahat meri Pehchan hai, teri Khushi meri Jaan hai. Kuchh bhi nahi meri Zindagi bas itna samajhle, ki teri Dosti hi meri Shaan hai