Chand ki dosti

Chand ki dosti
Chand ki dosti raat se subah tak Suraj ki dosti subah se shaam tak. Par Hamari Dosti Pehli Mulakat se aakhri SaanS tak
  

Jan, 24 2012     118 chars (1 sms)     1784 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Hum To Dosti K Saudagar Hain,Dil Ka Sauda Sacha Kar Jayenge,Agar Honge Aap Hamari Dosti K Kharidar To Dosti Ki Kasam Hum Muft Me Hi Bik Jayenge....
Pyar k mamle mei hum thode kache hai Magar dosti ke mamle mei hum bahut sache hai, Hamari sachai bas isi baat par qayam hai Ki hamare dost humse bhi ache hai
Zindagi ke toofano ka saahil hai aapki dosti, dil ke armaano ki manjil hai aapki dosti, zindagi ban jaayegi jannat. agar maut aane tak saath rahe aapki dosti
Dard Kafi hai Bekhudi Ke Liye Zindagi ati hai Char Palo Ke Liye Agar Ye Char Pal apke Sath Guzre To Samjho Zindagi Jee Li Maine Dosti k liye.
Tum na mile koi gum nahi, bus baat karo ye milne se kam nahi.. dosti mein dhoka de jaye wo hum nahi. aur apun ki dosti " rang de basanti" se kum nahi…
Zindagi hasin hai zindagi se pyaar karo, hai rat to subah ka intzar karo, wo pal b ayega jiska intzar hai aap ko, rab pr bhrosa or waqt pe aitbar rakho…!
Dosti gunah hai to hone na dena, dosti khuda hai to khone na dena. Karte ho dosti jab kisi se, to kabhi us dost ko rone na dena.
Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Fasle mitakar apas me pyar rkhna dosti ka rishta yunhi barkarar rekhna malum hai dost bahut hai apke par unke beech meri parchayi ka khayal rekhna.
Do chijo se bani hai yeh Duniya "thodi himmat, thoda dum" Do lamho se bani hai yeh jindagi "thodi khushi,thode gum" Do chijo se bani hai dosti "1AAP 1HUM".
Kuch mithe pal yaad aate hai palkon par aasu chod jate hai,kal koi aur mile to hame na bhul jana,Dosti ke rishte zindagi bhar kam aate hai!
Khuda par bharosa hai to khuda tere sath hai, Apnon pe bharosa hai to Dua tere sath hai,Zindagi se kabhi mat harna mere Dost, Jabtak HAM tere sath hai.