SMS Messages14343 messages

Tamam umar zindgi se dur rahe,teri khushi k liye apni khushi se dur rahe,ab isse badkar wafa ki saza kya hogi,k tere hoke bhi tujse dur rahe
Bhule hai voh kuch is tarah hamein,k unhe samjhna b mushkil ho gaya,kya pata koi khata ho gayi humse,ya koi aur unke zyada kareeb ho gaya.
Arz kiya hai jinki yad me hum diwane ho gaye, woh hum hi se begane ho gaye, shayad unhe talash hai ab naye dost ki, q ki unki nazar me ab hum purane ho gaye.
Socho k pani se juda hokar Ye Machhliyaan kyo tadap kar mar jati hai,Na malum tha unko k nazdikiya adat aur adat aksar Jindagi ban jati hai
Kash wo nagme hume sunae na hote. Aaj unko sun kar aasu aaye na hote. Agar isi tara bhul jana tha. To itni gehrai se dil me samaye na hote?
Arz Kiya Hai:- Kaash Banane Waale Ne DIL Kaanch K Banaye Hote; Kasam Khuda Ki,Todne Waale K Haathon Mein ZakhmTo Aaye Hote!
Ankho se aansuo ko ubharne na diya..mitti k motio ko bikharne na diya..jis rah par pade the kadmo k nishan.us rah se kisi ko gujarne na diya
Har sagar ke do kinare hote hain, kuch log jaan se bhi pyare hote hain,ye zaruri nahi har koi pas ho,kyoki zindgi me yadon ke bhi sahare hote hai.
Hame apni dosti ka hisaab nahi aata,aapka palat kar koi jawaab nahi aata.. Hum to aapki yaad me sote tak nahin,aur aapko sokar bhi hamara khwaab nahin aata...
Bhule he woh kuch is tarah hame,k unhe samjhana bhi mushkil ho gaya,kya pata koi khata ho gayi hamse ya KOI AUR unke zyada KAREEB aa gaya..
Sharabi ilzam sharab ko dete hai.Diwane ilzam shabaab ko dete hai.Koi nahi karta kabul apni bhool.Kante bhi ilzam gulaab ko dete hai.
Ye raat itni tanha kyun hoti hai, kismat se sabko shikayat kyun hoti hai, kabhi jo mile khuda to puchna usse, jise paa nahi sakte, usise mohabbat kyun hoti hai?