SMS Messages14343 messages

Aankhon ko tanha chodkar woh jaise hi gire gaalo par, toh kuch bewafa labo ke ho gaye galo ko chodkar. Chupaakar rakha jise duniya ki nigaahon se, hamare haste hi kambakht, chalak pade inn palkon ki kataaron se…
Ek aansu hai hum, ajeeb dastan hai hamari, kuch ne navaza moti se toh kisine kaha paani, kuch ne kaha hum anmol hain, toh kisi k liye naa hamara koi mol hai. Jaane kya kismat hai humne payi joh har waqt mili hum ko tanhai, kitne din saath rahe in aankhon mein phir kyun chalak pade tum tanha ae harjaai…
Tum ho gham ko chupaye, mai hu sarr ko jhukaye, tum bhi chupp ho, mai bhi chupp hu, Kaun kiss se samjhaye, Ab duniya itni hai toh milna yaha kal ho na ho…
Aasoon se bhari, Ankhon ko chupata kaha, Aakhir apna pyar joh khoya dil tuta… Dhal gaya rishto ki shyam… Uss raat mere mukkudar pe… Asma bhi roya…
Haas haas k zindagi ki dua de gaya mujhe, woh shaks bhi ajeeb saza de gaya mujhe…
Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyarse na sahi par, aapne hume yaad toh kiya…
Din dhalte-dhalte suraj bhi dhal jata hai, Andhera hote-hote saaya bhi chod jata hai…
Jab suraj dhalta hai toh aasman ka rang badal jata hai; Jab kismat badalti hai toh logo ka dhang badal jata hai.
Dil k aaine me kisi ko chupaa liya, aur dard ko apne inn aankhon me sama liya, aaina toh toot gaya magar, hame aks ko uske apna saaya bana liya…
Aaj arse baad jab suni uski awaaz, toh laga ki mere bahut pass hai woh. Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya, aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh.
Zindagi ne diya aaisa tohfa, ki har tofhe pe dum nikla, jab khola us tofhe ko toh, chandd khusiyan liye dher saara gham nikla…
jub main mar jao to lash pe akar meri do ansu baha lena dost naaaa sahi insaniyat ke nate hi ye rasm nibha lena