SMS Messages14343 messages

zindagi gamo ka pulinda hai, khushiya aaj kal chuninda hai, kabhi yaad kar liya karo iss nacheez ko yaar, yeh shaks abhi tak zinda hai
Itni jaldi daaman chod diya.. Itni jaldi vada tod diya.. Abhi to zindagi ki sansein hai baaki.. Aur aapne abhi se YAAD karna chhod diya
Na jane tujhpe itna yakin q hai,tera khayal bhi itna hasin q hai,suna hai pyar ka dard mitha hota he,to aankh se nikhla aansu namkeen q hai?
Kabhi kisi se jikar e judai mat karna.Is DIL se kabhi ruswai mat karna.jab dil uth jaye humse to bata dena.Na bata kar bewafai mat karna.
Suna hai vo jate huai kah gaye k ab to hum sirf tumhare khavabo me ayenge,koi kahe de unse k vo vada to kare,hum zindgi bhar k liye so jayege
Hum na rahege fasane na rahenge,phir yaad aane k zamana na rahenge,tum yaad toh zarur karoge hum ko,magar pas bulane k bahane na rahenge.
Duniya me koi kisike liye kuch nahi karta marnewale ke sath har koi nahi marta are marneki baat to chodo yahaan Zinda hai phir bhi koi YAAD nahi karta
Yakin mano wo maut bhi badi suhani hogi,jisme hamari mohabat virani hogi,chalo wada raha tumse pehle hum jaenge,kyoki tumare swagat ki rasm bhi to nibhani hogi.
Apki Berukhi ko bhi rutba diya Hmne,dosti ka hr Farz ada kiya hmne,Mat sochna k hmne bhula diya apko,Aj fr apse pehle apko yad kiya hamne…
Meri jindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai
Ujade hoye chaman me fuoloki talash karte hai .Kaise nadan he ham ek bevfa se payr karte hai.
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,Jisko chaha usae hum pa na sake, Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,Kisi ka toda aur apna bacha na sake.