Arz Kiya Hai:- Kaash

Arz Kiya Hai:- Kaash
Arz Kiya Hai:- Kaash Banane Waale Ne DIL Kaanch K Banaye Hote; Kasam Khuda Ki,Todne Waale K Haathon Mein ZakhmTo Aaye Hote!
  

Jan, 27 2012     123 chars (1 sms)     1697 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kon Kise dil me Jagah deta he, Ped bhi suke patte ko gira deta he, Wakef he ham duniya ke rivajo se. Matalab nikal jaye to har koi thukra deta hai........
Kash bnane wale ne hame ansu bnaya hota,or USKIankh me basaya hota,Jab girte unki ankh se unki god me,To hume marne ka maza bhi aya hota!
Ye gazlo ki Duniya Bi Ajib hai,Yaha Aansu ka bhi jam banaya jata Hai, Keh bhi Dete Agar Dard-e-dastan,phir bhi Wah Wah Sunaya Jata hai..
mana teri nazar me tera pyar hum nahi par kaise kah de tere talbdaar hum nahi khud ko jala kar khak kar diya kaise kah de tere gunegaar Hahi.
Na hai koi khuda jinpe hum aitbaar kar sake, Na hai koi wafa jinpe hum jaan luta sake, Ye to in hasino ke aangan ke phool hain bas, Jinke kaante hi itne hai, ke koi dil hi na laga sake."
Aasma hi Juk Gya Kisi Kami K Vaste Mar Rahe The Hum khushi K Vaste Zindgi Hi Lut Gyi To Kaun Puch Ta Hai Yaha DhundTe Hi Reh gaye Khusi Ke Raste…
Toota Jo Dil To Dukh Hota Hai,Kar K Use Pyar Dil Ab Bhi Rota Hai,Dard Ka Ehsas Hota Hai Usi Ko,Jo Mohabat Pane K Bad Khota Hai.
Pyar ka izhar hum unse kya kare chot khaye he hum vaar kya kare sans bandh ho gayi or aankhe khuli rahiis se jyada hum unka intezar kya kare..
Aagar Bhigne Ka Itna Shaukh Hai Barish Mein To Dekho In Ankhoo Mein, Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai, Ye Ansu Sirf Tumhare Liye Baraste Hain..
Kaise wo lot jaye k fursat use nahi,Dunia samjh rahi h Mohbt use nahi,Lagta h aa chuki hai kami uski chahat me,Kaafi dinose mujhse shikayat usey nahi
Idhar Zindgi Ka Janaza Uthe Ga..Udhar Zindgi Un Ki Dulhan BaneGi..Qyamat Se Pehle Qyamat Hai Yaaro Mere Samne Meri Dunya LutteGi..
Vafa Nahin Milti Yahan Vafa Karke,Humne Dekha Hai Tazurba Karke, Zindagi To Kabhi Nahin Aayi,Maut Aayi Bhi To Zara Zara Karke.