SMS Messages14343 messages

Tinko se bana pal, pal se bana lamha aur lamho ne waqt ko buna, hr pal koi kisi k sath nahi reh sakta isliye shayad khuda ne yado ko chuna.
kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho...Udaas bethe ho aise koi baat na ho...shiqayat ho to maaf kerdena...fursat main bethe ho humien yaad ker lena..
Pyar se pyari koi majburi nahi hoti, Kami apno ki kabhi puri nahi hoti,Dilon ka juda hona ek alag baat hai, nazron se dur hona koi duri nahi hoti.
Ek hi din me begaane ho Gaye. kal tak haqeekat the, ab afsaane ho Gaye. shayad tujhpe mar mittne ka hi junoon hai, ke tere is sitam ke bhi hum deewane ho Gaye
Har raat ek dhun gungunati haiHar ful se mahak jarur aati hai Apke maan mein khayal tak naho Par hame har waqkt aap ki yaad aati hai.
Reh na paoge kabhi bhulakar dekho, yakin na aata ho to aazmakar dekho, har jagah mehsoos hogi hamari kami, apni suni mehfilon ko kitna bhi saja kar dekho!
Rishta hamara is jahan mein sabse pyara ho, jaise zindagi ko sanso ka sahara ho, Yaad karna hamein us pal mein, jab tum akele ho or koi na tumhara ho..
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,Jaane kya baat hai aap mein,Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya.
Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte theYaad unhe din-raat kiya karte theAb un raahon se guzra nahi jaata Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the
Ae khuda tumne hume Kitaab banaya hota, Vo jab jab hote tanha, Hame haatho mein uthaya hota,Wo padte-padte so jate, Aur hume seene se lagaya hota
pyar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,2 dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
pyaar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.